Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin
Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein
Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin
Jab liya Naam-e-Muhammad mushkilein hall ho gayin
Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin
Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad aasiyo
Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin
Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon
Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin
Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira
Hub-e-Muhammad hai humara aasraa koi nahin

0 Comments