Ab to bas ek hi dhun hai - Naat Lyrics

Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Chodh kar aapka darbar
Mai fir kya dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun

Jaaliyan dekhun sunehri kabhi rauza dekhun
Jaaliyan dekhun sunehri kabhi rauza dekhun
Tik tiki baandhe mai ab Gumbad-e-Khazra dekhun
Tik tiki baandh ke mai Gumbad-e-Khazra dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Isne bhi Madina dekh lia, usne bhi Madina dekh lia
Sarkar kabhi mai bhi to kahun, maine bhi Madine dekh lia
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Unke labhae mubark ke tabassum ke tufail
Unke labhae mubark ke tabassum ke tufail
Gulshan-e-Dil ki bhi kaliyon ko mai khilta dekhun
Gulshan-e-Dil ki bhi kaliyon ko mai khilta dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Hon durood aur salamon ke zuban par nagme
Hon durood aur salamon ke zuban par nagme
Abr-e-Rehmat ka mai fir zor barasna dekhun
Abr-e-Rehmat ka mai fir zor barasna dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Unke darbar mein mai unko sunaun naatein
Unke darbar mein mai unko sunaun naatein
Ishq mein unke gulamon ka machalna dekhun
Ishq mein unke gulamon ka machalna dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Unke kadmaine sharifain ka bosa lekar
Unke kadmaine sharifain ka bosa lekar
Misle khursheed mai zarron ka chamakna dekhun
Misle khursheed mai zarron ka chamakna dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai

Dafn hone ko mayassar jo ho Taiba ki zameen
Dafn hone ko mayassar jo ho Taiba ki zameen
Fir to duniya hi se jannat ka mai zeena dekhun
Fir to duniya se hi jannat ka mai zeena dekhun

Mere Maula tere Rizwan ki dua hai tujhse
Mere Maula tere Rizwan ki dua hai tujhse
Naz'a ke waqt mai Sarkar ka chehra dekhun
Naz'a ke waqt mai Sarkar ka chehra dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai
Ke Madina dekhun
Ab to bas ek hi dhun hai