Sarkar ka Madina - Owais Raza Qadri - Naat Lyrics

Ajab rang par hai bahare madina
Ke Sab jannatein hai nisare madina

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 

Mai pehle pahel jab madine gaya tha
To thi dil ki halat tadap jaane vali
Vo Darbar sach much mere samne tha
Abhi tak tasavvur tha jis ka khayali

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 


Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na

Mai ek hath se dil sambhale hue tha
To thi dusre hath mai unki jaali
Dua ke liye hath uthte to kese
Na ye hath khali na vo hath khali

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina

Suna hai sabhi ke liye baabe rehmat
Vaha koi rutbe mai adna na aali
Muradon se daman nahi koi khali

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na

Jo puchha kisi ne ke tum nazr karne 
Ko kya le gaye the to tafsil sun lo
Tha naaton ka ek haar ashkon ke moti
Durudon ke gajre Salamon ki dali

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 

Madina madina hamara madina
Hame jano dil se hai pyara madina
Suhana suhana dilara madina 
Har aashik ki ankhon ka tara madina
Khuda gar kayamat mai farmaye mango
Lagayenge deevane naara madina

Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 
Sarkar ka Madina Sarkar ka Madina 

Bulalo bulalo Bulalo bulalo bulalo na

Post a Comment

0 Comments