Ham ko bulana Ya Rasulallah
Ham ko bulana Ya Habiballah
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Ham ko bulana Ya Rasulallah
Ham ko bulana Ya Habiballah
Dhadak uthe ga ye dil ya
Dhadakna bhul jayega
Dil e bismil ka us dar par tamasha
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Adab se hath bandhe unke
Roze par lhade honge
Sunehri jaliyon ka yun nazara
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Barasti gumbade khazra se
Takrati hui bunden
Waha par shan se barish barasna
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Ham ko bulana Ya Habiballah
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Ham ko bulana Ya Rasulallah
Ham ko bulana Ya Habiballah
Dhadak uthe ga ye dil ya
Dhadakna bhul jayega
Dil e bismil ka us dar par tamasha
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Adab se hath bandhe unke
Roze par lhade honge
Sunehri jaliyon ka yun nazara
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Dare daulat se lotaya nahi jata koi khali
Waha khairat ka batna khudaya
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Barasti gumbade khazra se
Takrati hui bunden
Waha par shan se barish barasna
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Guzare rat din apne isi ummid par hamne
Kisi din to jamale ruh e zaiba
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Dame rukhsat kadam man bhar ke hai
Mehsoos karte hein
Kise hai jaake lautane ka yaara
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
Pahunch jayenge jis din
Ae Ujagar unke kadmon mein
Kise kehte hein Jannat ka nazara
Ham bhi dekhenge
Hame bulwaenge Aqa Madina
Ham bhi dekhenge
Kabhi to sabz gumbad ka ujala
0 Comments