Meri qismat ko jaga do ya rasool
ek jhalak apni dikha do ya rasool
khwaab mein tashreef la kar aik baar
deed ka sharbat pila do ya rasool
aa gaya beemaar aye mere tabeeb
to shifaye kamila do ya rasool
umr bhar teri sana khwani karoon
har rukawat ko hata do ya rasool
woh kabhi bhi uth nahi sakta jise
tum nigaahon se gira do ya rasool
baksh dega har khata meri Khuda
tum zara lab ko hilaa do ya rasool
umr isiaa kay sabab barbaad hai
tum khatayein bakshwa do ya rasool
na kahoon tum se to phir kis se kahoon
meri bigri ko bana do ya rasool
chaand ko ungli se mehd-e-paak mein
jis taraf chaho jhuka do ya rasool
sooi mil jaye andhera bhi ho gar
tum jo aa kar muskura do ya rasool
tum jo chaho to phira kar shams ko
raat ko bhi din bana do ya rasool
ghair kay dar per mein jaoon kis liye
jub talab se tum siwa do ya rasool
hai bara weeran shaha qalb-e-ubaid
apnay jalwon se basa do ya rasool
ek jhalak apni dikha do ya rasool
khwaab mein tashreef la kar aik baar
deed ka sharbat pila do ya rasool
aa gaya beemaar aye mere tabeeb
to shifaye kamila do ya rasool
umr bhar teri sana khwani karoon
har rukawat ko hata do ya rasool
woh kabhi bhi uth nahi sakta jise
tum nigaahon se gira do ya rasool
baksh dega har khata meri Khuda
tum zara lab ko hilaa do ya rasool
umr isiaa kay sabab barbaad hai
tum khatayein bakshwa do ya rasool
na kahoon tum se to phir kis se kahoon
meri bigri ko bana do ya rasool
chaand ko ungli se mehd-e-paak mein
jis taraf chaho jhuka do ya rasool
sooi mil jaye andhera bhi ho gar
tum jo aa kar muskura do ya rasool
tum jo chaho to phira kar shams ko
raat ko bhi din bana do ya rasool
ghair kay dar per mein jaoon kis liye
jub talab se tum siwa do ya rasool
hai bara weeran shaha qalb-e-ubaid
apnay jalwon se basa do ya rasool
0 Comments