Teri jaaliyoun ke niche teri rehmatoun ke saaye
Jise dekhne ho Jannat, wo Madina dekh aye
Lo chala houn main lahad mein mere Mustafa se keh do
Ke hawa teri gali ki mujhe chorne to aye
Roze ke samne mein ye dua’aen mangtha tha
Meri jaan nikal to jaye ye samaan badal na jaye
Taiba ko jaane wale tujhe deti houn dua’aen
Dar-e-Mustafa pei ja kar to jahan ko bhul jaye
Kaisi wahan ki raatein kaisi wahan ki baatein
Unnhe poch’ Nabi ka jo Madina dekh aye
Na ye baat shaan se hai naa yee baat maal-o-zar ki
Wehi jata hai Madine Aqa jisse bulaye
Aur wahi ghaam ghusaar mera wo Zahoori yaar mera
Meri qabar par jo aa ke Naat Nabi sunaye

0 Comments