Mushkil Pade To Yaad Karo Dastagir Ko - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Mushkil pade to yaad karo dastagir ko
Bagdaad wale hazrat-e-pirane pir ko
Ya gaus al-madat
Ya gaus al-madat

Ya jilani sayallilah  
Ya jilani sayallilah

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka

Ya sahe jila karam hai tera

Mere gyarvi wale pir     
Gaus-e-aazam dastagir
Tere dar ka mai fakir     
Gaus-e-aazam dastagir
Tera rutba be nazir     
Gaus-e-aazam dastagir
Mere chamkadi takdeer  
Gaus-e-aazam dastagir

Hamari laaj kiske haat hai 
bagdaad wale ke
Hamari laaj kiske haat hai 
bagdaad wale ke
Musibat taal dena kaam kiska  
Gaus-e-aazam ka
Musibat taal dena kaam kiska  
Gaus-e-aazam ka

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka

Mohammad ka rasoolo me hai jaise martaba aala
Hai afzal awliya me yunhi rutba 
Gaus-e-aazam ka

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka

Janab-e-gaus dula aur barati auliya honge
Maza dikhlaega mahesar me sahera 
Gause aazam ka

Niga dega muradi hasr me yun qadriyon ko
Kidar hai qadri kar le nazara 
Gause aazam ka

Mukhalif kya kare mere ke hai behad karam mujhpar
Khuda ka rahmatullilaalamin ka 
Gause aazam ka

Mere gyarvi wale pir
Gaus-e-aazam dastagir
Tere dar ka mai fakir     
Gaus-e-aazam dastagir
Tera rutba be nazir     
Gaus-e-aazam dastagir
Mere chamkadi takdeer  
Gaus-e-aazam dastagir

Jamile qadri sau jaan se kurbaan murshid par
Banaya jisne mujh jaise ko banda gause aazam ka

Khuda ke fazl se hum par hai saya gause aazam ka
Hume dono jahan me hai sahara gause aazam ka

Post a Comment

0 Comments