Aaya hai ye tera deewaana Shayanlillah Shayanlillah
Kehta hai ye har dam mastaana Shayanlillah Shayanlillah
Khaalee hai meri jholi bhar do Ay Ghaus mujhay boli bhar do
Darbaar hai tera shahaana Shayanlillah Shayanlillah
Tu jaan-e-wali hai kaan-e-sakhi darbaar main teray kya hai kami
Bhar day meray saaqee paymaana Shayanlillah Shayanlillah
Hai hukm tera hukm-e- rabbi eik dam main jo chahai kar day wohi
Ye daur hai tera shahaana Shayanlillah Shayanlillah
Main bad hi sahi main chor hi sahi main mujrim-o-khaati kuch hi sahi
Par tera houn jaan-e-jaanaana Shayanlillah Shayanlillah
Tu peer mera laathani hai aur Ghaus mera Jeelani hai
Main tera mureed deewaana Shayanlillah Shayanlillah
Chaahoun jo agar tujh ko chaahoun dekhoun jo agar tujh ko dekhoun
Kar day mujhe sab se beegaana Shayanlillah Shayanlillah
Islaam ka main eik saa-il houn aur naam ka teray Shaaghil houn
Parhta howa tera do-gaana Shayanlillah Shayanlillah
Chootay na kabhi tu aur Ahmad, mushkil jo paray ho teri madad
Gar waqt naz’a ho aajaana Shayanlillah Shayanlillah
Main saa-il-o-kam himmat zaa-ir aur naam tera Abdul Qaadir
Aur Qaadri tera kaashaana Shayanlillah Shayanlillah
Tu Qaasim ibnul qaasim hai har nai’mat tujhse qaaim hai
Aalam hai tera langar khana Shayanlillah Shayanlillah
Sab teray mazaare anwar par hotay hain nichaa war aa-aa kar
Tu sham’a hai aalam parwaana Shayanlillah Shayanlillah
Main aur meray ehbaab pisar aur bhaai bahen beewi dukhtar
Sab ka ho wazeefa rowzaana Shayanlillah Shayanlillah
Laitay rahein ham sab naam tera kartay rahein mil kar kaam tera
Baghdaad say ho aab-o-daana Shayanlillah Shayanlillah
Tum dil main jo jalwah farma ho phir kya kahay ye kya kya ho
Abaad karo ye weeraana Shayanlillah Shayanlillah
Khushtar ko bulaya rawze par ummeed say dee nai’mat barh kar
Ho lutf-o-karam ye saalana Shayanlillah Shayanlillah

0 Comments