Ay Imaam-ul- hudaa Shaahe Ahmad Raza
Murshid-ul-atqiyaa Shaahe Ahmad Raza
Haq ki tu hai Raza Shaahe Ahmad Raza
Tujhse Raazi Khuda Shaahe Ahmad Raza
Shukr Allah Ka Shaahe Ahmad Raza
Deen tujhsay mila Shaahe Ahmad Raza
Ahle sunnat ka bera na kyun paar ho
Is ka tu nakhuda Shaahe Ahmad Raza
Ghaus ka Mustapha ( ) ka Khuda ka howa
Jo bhi tera howa Shaahe Ahmad Raza
Tu nay baatil ka sar kaath kar rakhdiya
Haq ko zinda kiya Shaahe Ahmad Raza
Teri tehreer haq iska har har waraq
Haq ka hai faisla Shaahe Ahmad Raza
Mustapha ( ) Ghaus -o-Khwaja kay Barkaat tak
Hai tera silsila Shaahe Ahmad Raza
Hai ye maahe safar is mein har har nagar
Urs tera howa Shaahe Ahmad Raza
Laaj donon jahan may teray haath hai
Mein talab tu aataa Shaahe Ahmad Raza
Naz’r-o-mehshar may Khushtar hi Khushtar rahay
Hai ye tera gadaa Shaahe Ahmad Raza
Murshid-ul-atqiyaa Shaahe Ahmad Raza
Haq ki tu hai Raza Shaahe Ahmad Raza
Tujhse Raazi Khuda Shaahe Ahmad Raza
Shukr Allah Ka Shaahe Ahmad Raza
Deen tujhsay mila Shaahe Ahmad Raza
Ahle sunnat ka bera na kyun paar ho
Is ka tu nakhuda Shaahe Ahmad Raza
Ghaus ka Mustapha ( ) ka Khuda ka howa
Jo bhi tera howa Shaahe Ahmad Raza
Tu nay baatil ka sar kaath kar rakhdiya
Haq ko zinda kiya Shaahe Ahmad Raza
Teri tehreer haq iska har har waraq
Haq ka hai faisla Shaahe Ahmad Raza
Mustapha ( ) Ghaus -o-Khwaja kay Barkaat tak
Hai tera silsila Shaahe Ahmad Raza
Hai ye maahe safar is mein har har nagar
Urs tera howa Shaahe Ahmad Raza
Laaj donon jahan may teray haath hai
Mein talab tu aataa Shaahe Ahmad Raza
Naz’r-o-mehshar may Khushtar hi Khushtar rahay
Hai ye tera gadaa Shaahe Ahmad Raza
0 Comments