Chaman Say Duur Hon Khushtar Karaar Aaay To Kya Aaay
Madeenay Say Juda Hon Kya Bahaaron May Maza Aaay
Nah Unsa Rehnuman Aaay Nah Unsa Paishwa Aaay
Jo Apni Ibtida Ki Khud Hi Ban Kar Intaha Aaay
Ba Shakl-e-Mustafa ( ) Aalam May Anwaar-e-Khuda Aay
Meray Ilmul Huda, Ainul Huda, Haqul Huda Aay
Za Adam Taabay Essa Yun To Saaray Ambiya Aaay
Magar Khatm-e-Risaalat Ban Kar Mehboob-e-Khuda Aaay
Lutay Imaan Kay Gohar Hoay Altaaf Ki Baarish
Jahaan Mehsoos Kar Ta Hai Shahé Joodo Sakha Aaay
Chatay Baadal Woh Phela Noor, Woh Aalam Howa Roshan
Chamak Kay Zaray Zaray Nay Kaha Shamsuduha Aaay
Ghunehgaaranay Umat Ka Muqadar Ain Ta’lalah
Noyaday Maghfirat Lay Kar Siraaj-Ul-Ambiya Aaay
Pukaara Jab Kabhi Ghabra Kay Aaqa Ko Museebat May
Meri Imdaad Ko Barwaqt Woh Khair-Ul-Wara Aaay
Madeenay Saamnay Hai Yeh To Meraajay Muqadar Hai
Ab Iskay Baad Kya Khushtar Khayaalay Masiwa Aaay

0 Comments