Unkay Darbaar-e-Aqdas May Hum Aagaiy
Downon Aalam Ka Maqsood Hum Pagaiy
Chor Ahbaab Jab Mujh Ko Tanha Gaiy
Waali Umat Keh Aisay May Khud Aagaiy
Hum Ko Doonda Karein Haat Aatay Nahin
Kaali Kamli May Aaqa ( ) Ki Hum Aagaiy
Naza Ho, Qabr Ho, Pul Ho, Mizaan Ho
Jab Kaha Ya Muhammad ( ) Wahin Aagaiy
Naam Aaqa Ka Har Baar Laita Gaya
Qabr May Mujhsay Woh Poonch Kya Kya Gayay
Zindagi Kay Taqaazon Ko Kya Dekh Tay
Hum Nay Maana Wohi Tum Jo Farmagayay
Jashne Milaad-e-Aaqa ( ) Na Poonch Hum Nasheen
Dhoom Downon Jahaan May Hai Woh Aagay
Maasiyat Dhal Gaiy Rab Ko Pyaar Aagaya
Chandh Aansoo Nadaamat Kay Kaam Aagaiy
Azmat-e-Irfa Raasaka Ka Kya Poonch Na
Saari Ummat Woh Sajday May Bakhsha Gaiy
Khush Ho Khushtar Agar Chay Tu Badtar Sahi
Bad Hain Meray Woh Irshaad Farmagaiy
Downon Aalam Ka Maqsood Hum Pagaiy
Chor Ahbaab Jab Mujh Ko Tanha Gaiy
Waali Umat Keh Aisay May Khud Aagaiy
Hum Ko Doonda Karein Haat Aatay Nahin
Kaali Kamli May Aaqa ( ) Ki Hum Aagaiy
Naza Ho, Qabr Ho, Pul Ho, Mizaan Ho
Jab Kaha Ya Muhammad ( ) Wahin Aagaiy
Naam Aaqa Ka Har Baar Laita Gaya
Qabr May Mujhsay Woh Poonch Kya Kya Gayay
Zindagi Kay Taqaazon Ko Kya Dekh Tay
Hum Nay Maana Wohi Tum Jo Farmagayay
Jashne Milaad-e-Aaqa ( ) Na Poonch Hum Nasheen
Dhoom Downon Jahaan May Hai Woh Aagay
Maasiyat Dhal Gaiy Rab Ko Pyaar Aagaya
Chandh Aansoo Nadaamat Kay Kaam Aagaiy
Azmat-e-Irfa Raasaka Ka Kya Poonch Na
Saari Ummat Woh Sajday May Bakhsha Gaiy
Khush Ho Khushtar Agar Chay Tu Badtar Sahi
Bad Hain Meray Woh Irshaad Farmagaiy
0 Comments