Ab meri nigaaho me jachta nahi koi
Jaise mere Sarkar hai aisa nahi koi
Tumsa to haseen aankh ne dekha nahi koi
Ye shaane latafat hai ke saaya nahi koi
Ye toor se kehti hai abhi tak shabe me'raj
Deedar Ki Taaqat Ho Toh Parda nahi koi
Aey zarfenazar deikh, magar deikh adab say
Sarkar ka Jalwa hai, tamasha nahi koi.
Hota hai jaha zikr Muhammad ke karam ka
Us bazm me mehroome tamanna nahi ko
Aijaz ye haasil hai to haasil hai zamee(n) ko
Aflaak pe to Gumbade khazra nahi koi
Mera Toh Eman Hai Aye Rehmate Alam
Ke Faryad Tumhare Siwa Sunta Nahi Koi
Jaise mere Sarkar hai aisa nahi koi
Tumsa to haseen aankh ne dekha nahi koi
Ye shaane latafat hai ke saaya nahi koi
Ye toor se kehti hai abhi tak shabe me'raj
Deedar Ki Taaqat Ho Toh Parda nahi koi
Aey zarfenazar deikh, magar deikh adab say
Sarkar ka Jalwa hai, tamasha nahi koi.
Hota hai jaha zikr Muhammad ke karam ka
Us bazm me mehroome tamanna nahi ko
Aijaz ye haasil hai to haasil hai zamee(n) ko
Aflaak pe to Gumbade khazra nahi koi
Mera Toh Eman Hai Aye Rehmate Alam
Ke Faryad Tumhare Siwa Sunta Nahi Koi
Sarkar ki rehmat ne magar khoob nawaaza
Ye sach hai ke Khalid sa nikamma nahi koi
Ye sach hai ke Khalid sa nikamma nahi koi
0 Comments