Khake madina hoti mein khak-sar hota
Hoti rahe madina mera hubar hota
Aaqa agar karam se tayba muje bulate
Roze par sadke hota unpar nisar hota
Mar mitke khub lagti mitti meri thikane
Ghar unki rah-guzar par mera mazar hota
Ye aarazu hai dil ki hota wo sabz gumbad
Aur mein gubar ban kar us par nisar hota
Tayba mein ghar muyassar do gaz zameen hoti
Unke kareeb basta dil ko karar hota
Bechain dil ko ab tak samja buja ke rakha
Magar ab to is se aaqa nahin intezar hota
Wo bekason ke aaqa bekas ko ghar bulate
Kyun sab ki thokaron par padh kar khuwar hota
Salik hue ham unke wo bhi hue hamare
Dile muztarib ko lekin nahin intezar hota

0 Comments