Kya deen e mustafa ko jagaya husein nay - Manqabat Lyrics

Kya deen e mustafa ko jagaya husein nay
Karbal mayn ssara kunbaa luttaaya husein nay

Esa namaaz e ishq ka sajda ataa kiya
Sar ko jhukaa kay arsh hilaaya husein nay

Dars e toheed day kay ghulaamon ko aap nay
Kufr o shirk ki garr mittaaya husein nay

Sajday mayn sar kattaaya he parrh kar namaaz e ishq
Nayzay pay charrh quraan sunaaya husein nay

Post a Comment

0 Comments