Rab salamat rakhe Tera sohna Haram - Naat Lyrics

Ya Shafi-e-Umam Lillah kardo karam
Rab salamat rakhe Tera sohna Haram

Hum gulamon ka rakhna khudara bharam
Rab salamat rakhe Tera sohna Haram

Muntashir hain khayalaat ki wadiyan
Lut chuka hai sukoon waliye be kasaan
Rahem farmade ab Teri ummat hain hum
Rab salamat rakhe Tera sohna Haram

Hum gulamon ka rakhna khudara bharam
Rab salamat rakhe Tera sohna Haram

Post a Comment

0 Comments