Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai - Salaam Lyrics

Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai
Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai
Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai
Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai

Charag-o-Masjid-o-Mimbar salam kehte hain
Nabi, Rasool-o-Payambar salam kehte hain
Ali-o-Fatima, Shabbar salam kehte hain
Khuda gawah ke Nana salam kehta hai
Khuda gawah ke Nana salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Khuda ki raah mein sir ko kata diya tumne

Nabi ke deen pe ghar ko luta diya tumne
Nishan-e-Kufr ko yaksar mita diya tumne
Tumhein Khuda bhi tumhara salam kehta hai
Tumhein Khuda bhi tumhara salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai

Tumhein falak ke sitare salam kehte hain
Tumhein Quran ke paare salam kehte hain
Tumhein Haram ke minare salam kehte hain
Imam tumko Madina salam kehta hai
Imam tumko Madina salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai
Hussain tumko zamana salam kehta hai

Post a Comment

0 Comments