Mujhey Meyrey Aaqa Bulaatey Rahaingey
Madiney Ka Mangtaa Banaatey Rahaingey
Dikhaa Sabz Gumbad To Boli Yeh Aankhain
Key Palkon Key Moti Lutaatey Rahaingey
Jinhey Ishq e Ahmed Ki Daulat Mili Hai
Unhain Simt e Jannat Bulaatey Rahaingey
Mujhey Qabr Ki Ab Nahi Koi Wehshat
Huzoor Apna Jalwah Dikhaatey Rahaingey
Hai Ai’zaaz Chaukhat Pey Baitha Hoon Unki
Yeh Qaasim Hain Ne’mat Lutaatey Rahaingey
Huwa Tum Pey Ramzan Mey Naazil Yeh Qur’an
Sunain Gey Usey Aur Sunaatey Rahaingey
Baney Wird e Salley ‘Alaa Jis Ki ‘Aadat
Usey Apna Keh Kar Bulaatey Rahaingey
Hai Shakir Ko Aaqa Karam Par Bharosa
Yahaan Bhi Wahaan Bhi Bachaatey Rahaingey
Madiney Ka Mangtaa Banaatey Rahaingey
Dikhaa Sabz Gumbad To Boli Yeh Aankhain
Key Palkon Key Moti Lutaatey Rahaingey
Jinhey Ishq e Ahmed Ki Daulat Mili Hai
Unhain Simt e Jannat Bulaatey Rahaingey
Mujhey Qabr Ki Ab Nahi Koi Wehshat
Huzoor Apna Jalwah Dikhaatey Rahaingey
Hai Ai’zaaz Chaukhat Pey Baitha Hoon Unki
Yeh Qaasim Hain Ne’mat Lutaatey Rahaingey
Huwa Tum Pey Ramzan Mey Naazil Yeh Qur’an
Sunain Gey Usey Aur Sunaatey Rahaingey
Baney Wird e Salley ‘Alaa Jis Ki ‘Aadat
Usey Apna Keh Kar Bulaatey Rahaingey
Hai Shakir Ko Aaqa Karam Par Bharosa
Yahaan Bhi Wahaan Bhi Bachaatey Rahaingey
0 Comments